Friday 11 September 2015

Phantom Movie - Ya Baba (Fitna Farebi) Song Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/phantom-movie-ya-baba-fitna-farebi-song.html


Movie: Phantom
Singers: Nakash Aziz
Music: Pritam   
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music On: T-Series
Song: Ya Baba (Fitna Farebi)


Makhtool jigar (ya baba)
Qaatil hai nazar (ya baba)
Ek mahejabin (ya baba)
Ek noor-e-nabi (ya baba)
Rab ki rubaai (ya baba)
Ya hai tabahi (ya baba)
Gardan surahi (ya baba)
Boli ilaahi (ya baba)

Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera diwana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah (x2)

O.. dekh darazi (wallah)
Banda namazi (wallah)
Khel ke baazi (wallah) khaamakha
Ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah)
Mir ka koi (wallah)
Shair suna ke (wallah)
Ghoont laga ke (wallah) jaam ka
Main raha khan mehaz naam ka

Oye lakht-e-jigar (ya baba)
Oye noor-e-nazar (ya baba)
Ek teer hai tu (ya baba)
Main chaak jigar (ya baba)
Bandon se nahi to Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah
bhai wah bhai wah bhai

Rafa dafa loot gayi fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Dafa dafa tang mujhe kitna karegi
O meri fitna farebi.. aaye haaye fitna farebi (x2)

Gul-e-gulzar (ya baba)
Mere sarkar (ya baba)
Bada manshoor (ya baba)
Tere rukhsaar (ya baba)
Haaye shamsheer nigahein
Chabuk si adayein
Nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah..........!!

Phantom Movie - Nachda Song Lyrics




Movie: Phantom
Singers: Shahid Mallya
Music: Pritam   
Lyrics: Kausar Munir
Music On: T-Series
Song: Nachda


Nachde ve kandhe tere
Nachda ve mera seena
Dhoyenge imaan kaise dil ke dono naabi na

Nachda kufra
Nachda shukra
Nachda ve banda tera
Nachda ve mera Auliya (x2)

Oh.. nachde ve ashq ye mere
Nachda ve ishq tumhara
Chanda bhi todke taare
Nachda ve maara maara

Nachda baadal
Nachda saawan
Nachda aankhon ka kaajal
Nachda gash kha ke aasmaan (x2)

Maine to hanske sau tukde haan khudke kar daale mere aaka
Maine to ghiske rang mere rang tere rang daala apna saafa
Tu sitaaron mein zameeno mein tuhi to maula har tarfa
Maarke maine zameeron ko maana bas ek taraf hai qaaba

Nachde ve kandhe tere
Nachda ve tera seena
Dhoyenge imaan kaise dil ke dono naabi na
Kufra vi nachda
Shukra vi nachda
Nachda ve banda tera
Nachda ve mera Auliya

Moon bhi nachda meen bhi nachda
Nachda ve deen o duniya
Nachda gash kha ke aasmaan

Ho.. sach main te keh na paaunga
Sach tu seh na paayega ve mere saain
Naam pe tere jaan deta jaaunga ve mere saain (x2)

Nachda ve chulha mera
Nachda ve choka tera
Bujhte bujhte ve pooche tootega kab ye faanka
Bhukh vi nachdi
Pyaas vi nachdi
Nachdi ve aag ye meri
Nachdi ve teri rotiyan

Pyali nachdi
Pyala nachda
Nachda ve haala mera
Nachda gash kha ke aaasmaan..

Phantom Movie - Saware Song Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/phantom-movie-saware-song-lyrics.html






Movie: Phantom
Singers: Arijit Singh
Music: Pritam   
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music On: T-Series
Song: Saware


Pehle kyun na mile hum
Tanha hi kyun jale hum
Milke muqammal hue hain
Yaa thhe tanha bhale hum
Saware.. saware.. saware..

Na humaara hua na tumhara huaa
Ishq ka ye sitam na gawara hua (x2)

Sun bairiya sanware
Sun bairiya sanware
Pal pal ginke guzara
Maano karza utaara
Tum se munaasib huaa hai
Phir se jeena humaara
Sanware.. sanware..
Sanware.. hmm..

Na humaara hua, na tumhara hua
Ishq ka ye sitam na gawara hua (x2)

Sun bairiya sanwre
Sun bairiya sanwre

Dhalti raat ka ik musaafir
Subah alvida keh chala
Jeete jee tera ho saka na
Marke haq adaa kar chalaa

O...
{ Na humaara hua, na tumhara hua
Ishq ka ye sitam na gawara hua (x2) }

Sun bairiya.. sanware.......

Phantom Movie - Afghan Jalebi (Ya Baba) Song Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/phantom-movie-afghan-jalebi-ya-baba.html






Movie: Phantom
Singers: Asrar (Syed Asrar Shah)
Music: Pritam   
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music On: T-Series
Song: Afghan Jalebi (Ya Baba)


Maqtool jigar (ya baba)
Qaatil hai nazar (ya baba)
Ik mehjabin (ya baba)
Ik noor-e-nagi (ya baba)
Rab ki rubaai (ya baba)
Ya hai tabaahi (ya baba)
Gardan surahi (ya baba)
Boli ilaahi (ya baba)

Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah

Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera deewana bhai wah, bhai wah
Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah bhai wah

O.. dekh darazi (wallah)
Banda namazi (wallah)
Khel ke baazi (wallah) Khamakha
Ab thehra na kisi kaam ka (wallah, wallah..)
Mir ka koi (wallah)
Sher suna ke (wallah)
Ghoont laga ke (wallah) zaam ka
Main raha khan mehaz naam ka

Oye lakht-e-jigar (ya baba)
Oye noor-e-nazar (ya baba)
Ek teer hai tu (ya baba)
Main chaak jigar (ya baba)
Bandon se nahin to Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah
bhai wah bhai wah bhai

Khwaja ji ki paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga
Angoothi mein qaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga (x2)

Gul-e-gulzar (ya baba)
Mere sarkar (ya baba)
Bade mansoob (ya baba)
Tere rukhsaar (ya baba)
Haaye shamsheer nigaahein
Chaabuk si adaayein
Nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah..

Hero Movie - O Khuda Song Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/hero-movie-o-khuda-song-lyrics.html


Movie: Hero
Singers: Amaal Mallik, Palak Muchchal
Music: Amaal Mallik   
Lyrics: Kumaar
Music On: T-Series
Song: O Khuda


Tere bin jeena hai aise
Dil dhadka naa ho jaise
Yeh ishq hai kya duniya ko
Hum samjhaaye kaise

Ab dilon ki raahon mein
Hum kuch aisa kar jayein
Ik dooje se bichhde toh
Saans liye bin marr jayein

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (x2)

Pyaar ki inn raahon mein
Milte hain kitne dariya
Laakh toofaano mein bhi dil ko
Mil jaata hai zariya

Iss dil ke irraadon mein hai itna asar
Lehron se kinaaron pe karta hai safar

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha..
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (x2)

Aaj apne rangon se bichhdi hain yeh tasveerein
Haathon mein kahin toot rahin hain
Mil kar do taqdeerein

Duniya yeh jeet gayi dil haar gaya..
Nahi socha tha mil kar kabhi honge judaa..

O Khuda..
Bata de kya lakreeron mein likha
Humne toh..
Humne toh bas ishq hai kiya (x2) ......

Hero Movie - Khoya Khoya Song Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/hero-movie-khoya-khoya-song-lyrics.html


Movie: Hero
Singers: Mohit Chauhan & Priya Panchal
Music: Sachin-Jigar   
Lyrics: Niranjan Iyenger
Music On: T-Series
Song: Khoya Khoya


Teri aahaton mein jee lunga
Teri chaahaton mein jee lunga
Jo paa ke bhi naa paa sakoon
Teri dhadkanon mein jee lunga

Phir har ghadi ye dil tera kyon dekhe mujhe
Ki do jahaan ko paa liya ho

Paa ke tujhe main Khoya khoya
Mann khoya khoya
Jo paaya tujhe
Main khoya khoya
Ho khoya khoya
Dil khoya khoya
Jo paya tujhe
Main khoya khoya

Ho ishq hai darmiyaan
Phir kyun hain dooriyaan
Na chhu sakun main naa mud sakun
Tujh mein kahin hoon main
Phir bhi nahi hoon main
Naa main rukoon na chal sakun

Aur ab chalein kahi door jahaan
Baahon ke nashe mein ho choor jahan

Khoya khoya mann khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya
Ho.. khoya khoya dil khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya

(Khoya khoya...)

Aankhon se teri aankhein milaaun
Apni hi nazaron se chhupta hoon main
Chaahat mein teri jaadu ye kaisa
Banta bhi hoon aur mit'ta hoon main

Agar main mit bhi jaaun
Saath saath chalna mujhe
Ke do jahaan ko paa liya ho

Paa ke tujhe main khoya khoya
Mann khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya
Ho.. khoya khoya dil khoya khoya
Jo paya tujhe main khoya khoya..........

Hero Movie - Yadaan Teriyaan Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/hero-movie-yadaan-teriyaan-lyrics.html


Movie: Hero
Singer: Rahat Fateh Ali Khan
Music: Jassi Katyal
Lyrics: Niranjan Iyenger
Music On: T-Series
Song: Yadaan Teriyaan


Yadaan teriyan aaundiyan hanju le le ke
Rone aa assi kalle
Raati oss chan thalle beh beh ke (x2)

Yadaan teriyan aundiyan hanju le le ke

Tere bina dil eh dhadhakda nai (aa.. haaye)
Tere baajon dil eh lagda nai
Roi jaave seene de vich beh ke (beh ke)
Sohn teri dil sukkda nai

Aaye.. Tujhe bhi pata a
Mujhe bhi pataa
Yeh jo bhi hai dil ki hain ghaltiyan
Tujhe bhi pataa mujhe bhi pata
Yeh jo bhi hai dil ki hain ghaltiyan

Hum hain bekusoor ho gaye door door
Mar na jayein vichhode seh seh ke
Yaadan teriyan aaundiyan hanju le le ke

Humein jo mile
Yeh jo faasle
Marzi nai humari
Rab ke hain faisle (x2)

Hathon ki laqeer
Jo mod deti Heer
Ranjha aata nai khayalon mein reh reh ke
Yadan teriyan aaundiyan hanju le le ke

Aa..
Tere bina dil ae dhadakda nai
Tere baajon dil eh lagda nai
Roi jave seene de vich beh ke
Sohn teri dil sukda nai

Hanju le le ke.......

Hero Movie - Jab We Met Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/hero-movie-jab-we-met-lyrics.html


Movie: Hero
Singers: Rahul Pandey & Shalmali Kholgade
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Niranjan Iyenger
Music On: T-Series
Song: Jab We Met


O o.. haseena yeh teri aankhein
O o.. lut jaaun jo yeh chaahein

Ladte ho mujhi se
Marte ho mujhi pe
Yeh jo hai tarike
Inse na banegi baat jaan le

Ke lovely ke heart se
Dil ko milake koi humein set karde
Ke lovely ki train di
Chain khincha ke jab we met karde
Yeh hasti bhi hai, akadti bhi hai
Ke koi isse fit karde

Oh lovely ki aag mein barf mila ke
Koi isey set karde
Ke lovely ki train di chain khincha ke
Jab we met karde

But not with you oo...
Na samjhe tu oo..
Na na.. not with you oo..
Na samjhe tu oo...
na na na..,

Kaisi deewani, ulti kahaani
Ki ho gayi hai dosti na socha tha wahan haye
Milti na tumse
Hansti naa dil se
Ke yeh naya safar kabhi bhula na paaun
haye haye
Toh bole kyun..
I'm with you...

Ke lovely ke heart se dil ko milake
Koi tumhe set karde
Ke lovely ki train di chain khincha ke
Jab We Met karde

Bigadti bhi hain
Sambhalti bhi hai
Ke koi isey fit karde
Haan lovely ko yaar ke geet sikha ke
Koi issey hit karde
Ho lovely ko jhappi se pappi pe laa ke
Jab We Met karde

But not with you...
Na samjhe tu oo..
Na na not with..

Le aaye tumko apne jahaan mein
Ke raaste alag toh kya
Yeh dil toh mil gaye haaye haaye...
Duniya tumhari humse judaa hai
Ke do ghadi ke saath mein
Hai hath mein yeh haath haye haye..

Ke lovely ke honthon pe mishri mila ke
Isse chicklet karde
Ke lovely ke pyar ki chidiyaa udaa ke
Jumbo jet karde

Yeh hansti bhi hai akaddti bhi hai
Ke koi isse fit kar de
Ke lovely ke heart se dil ko milake
Koi humein set karde
Ke lovely ki train di chain khicha ke
Jab we met karde

But not with you..
Na samjhe tu
Ho Ho Ho...

Hero Movie - Dance Ke Legend Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/hero-movie-dance-ke-legend-lyrics.html


Movie: Hero
Singers: Meet Bros, Bhoomi Trivedi
Music: Meet Bros Anjjan
Lyrics: Kumaar
Music On: T-Series
Song: Dance Ke Legend


Ho.. Badshah hain dil ke
Aish farmaate hain
Gaadi ke bonnet pe
Peete hain khate hain (x2)

Fitrat apni atpati
Upar se jeans bhi phati
Aur khol ke rakhte
Apni shirt ke button

O kudiya kya nachengi re
Dancing floor ke legend hum
Hai laage latko jhatko se
Hero ke bhi hero hum (x2)

Dance ke legend hain hum
Speaker bole dhum dhum dhum

Show me...
What you got?

Ho tere pas Mercedes
Mere pas hai Cycle
Tu club ki Shakira
Toh hum gali ke Michael (x2)

Main cheez original
Tu chaalu note hai
Tere dance se zyada
Meri adaa hot hai (x2)

--- tere fake hain sabhi
Banta hai kyun wannabe
Desi kya jaane international rhythm

O kudiyan kya nachengi re
Dancing floor ke legend hum
Hai laage latko jhatko se
Hero ke bhi hero hum (x2)

Your turn!
Whatcha got?

Main cheez original
Tu chalu note hai
Tere dance se zyaada
Meri adaa hot hai (x2)

Hey!
Samjho na humko duffer
Hai apna high caliber
Baaton se zyada apne moves mein hai dum

Munde kya nachenge re
Dancing floor ke legend hum
Apne latko jhatko se
Speaker bole dhum dhum dhum

O kudiyan kya naachengi re
Dancing floor ke legend hum
Hai laage latko jhatko se
Hero ke bhi hero hum

Dance ke legend hain hum
Speaker bole dhum dhum dhum.......

Hero Movie - Main Hoon Hero Tera Lyrics

http://songsbythelyrics.blogspot.com/2015/09/hero-movie-main-hoon-hero-tera-lyrics.html



Movie: HERO
Singer: Salman Khan
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar
Music On: T-Series
Song: Main Hoon Hero Tera


Aankhon ke panno pe
Maine likha tha sau dafaa
Lafzon mein jo ishq tha
Hua naa hothon se bayaan

Khud se naraaz hoon
Kyun be-aawaaz hoon
Meri khamoshiyan hain sazaa
Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bataa

Ke Main Hoon Hero Tera (x4)

(Main hoon hero hero tera)

Raahon mein bhi, har kadam
Main tere saath chala
Haathon mein thhe ye haath magar
Phir bhi rahaa faasla
Seene mein hain chhupe
Ehsaas pyaar ke
Bin kahe tu sun le zaraa

Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun pataa..

Ke main hoon hero tera (x4)

Teri wajah se hai mili
Jeene ki sab khwahishein
Paa loon tere dil mein jagah
Hai yeh meri koshishein
Main bas tera banu
Bin tere naa rahun
Maine toh maangi hai yeh duaa

Dil hai yeh sochta
Phir bhi nahi pataa
Kis haq se kahun bata..

Ki Main Hoon Hero Tera (x4) .......